Enjoy the best collection of Mir Taqi Mir poetry in urdu. He is very famous among Pakistani people and around the world because of his romantic poetry and ghazals. We add the new shayari on daily basis. You can add your own collection to sadpoetry.org as well�
Tujhi Par Kuch Ae Buut
Tujhi Par Kuch Ae Buut Nahi Munhasir Jisay Hum Ne Pooja Khuda Kar Diya
Ghazal Sarai Aage Hamare Mat Kar
Bulbul Ghazal Sarai Aage Hamare Mat Kar Sab Ham Se Sekhte Hain Andaz Guftagu Ka
Dard Be Ikhtiar
Jab Ke Pehlu Se Yaar Uthta Hai Dard Be Ikhtiar Uthta Hai
Bewafai Pey Teri
Bewafai Pey Teri Jee Hai Fida Qahar Hota Jo Bawafa Hota
Intezaar Hai Apna
Be-Khudi Le Gayi Kahan Ham Ko Dair Se Intezaar Hai Apna
Apna Hal Dikhaya Na Jaye Ga
Ab Dekh Le Ke Sena Bhi Taza Hoya Hai Chak Phir Ham Se Apna Hal Dikhaya Na Jaye Ga
Us Ko Bhi Badnam Kren
Yun Nakam Rahen Gey Kab Tak Ji Mein Hai Ik Kaam Karen Ruswa Ho Kar Mar Jawain Us Ko Bhi Badnam Kren
Ham Jo Na Hon Gey Tu Bohat Yaad Karo Gey
Ab Kar Ke Faramosh Tu Nashad Karo Gey Par Ham Jo Na Hon Gey Tu Bohat Yaad Karo Gey